Hum apni kahaniyo me jeete h.hmari kahani me sb kuch hota h or ye utar chdav se bhari hui hoti h.or kabhi kabhi hme lgta h kahani khatam hone wali h lekin whi se kahani ka nya chapter start ho jata h.or kuch stage pr aa kr to kahani ka kirdar bahut thak sa jata h...uske andar ki sari himmat khatam ho jati h.lekin hm apni kahani yha pr khatam nhi kr skte kyunki kahani me or b kirdar hote h or kisi ek glat kirdar ki wjah se hm sb kirdar ko nhi chod skte.or waise b kahani to chlti hi rehti h or isme Nye kirdar aate hi rehte h.or jis trah hr kahani ka ek anjam hota h usi trah tumhari kahani b ek mod pr ja khatam ho jayegi.or sb kirdar khud -bakhud khatam khatam ho jayege.lekin hmari kahani me kabhi kabhi aise kirdar aa jate h Jo kabhi nhi bhoolaye ja skte.or amar(immortal) ho jate h.lekin kabhi kabhi kahani me glatfahmiya b paida ho jati h or sb kirdar hm se naraz ho jate h...or hm kisi ko Samjha nhi pate..or ye waqt kahani ka sbse mushkil daur hota h or isme main kirdar ko sbr or housle se kam Lena pdta h.lekin kahani me kuch kirdar aise hote h Jo dheere dheere hme samajhne lgte h phir hme kisi or ki parwa nhi hoti.lekin agr hm shi raah pr hote h to kisi mod pr aakr sb kirdar hmari hakeekat Tasleem kr lete h.
zaruri nhi ki hmari kahani me happy ending ho.lekin kahani jaisi b ho aakhirkar use khatam hona hi pdta h.
zaruri nhi ki hmari kahani me happy ending ho.lekin kahani jaisi b ho aakhirkar use khatam hona hi pdta h.
nice story
ReplyDelete